LARSGESS Scheme Form – Ist Cycle for the Jan. 2016 – Ambala Division

Applications against Liberalized Action Retirement Scheme for Guaranteed Employment for Safety Staff Scheme (LARSGESS) for the Ist Cycle for the Jan. 2016.

Check more details about LARSGESS Applications for the Ist Cycle for the Jan. 2016, Northern Railway Ambala Division.

Download LARSGESS Scheme Form for the Ist Cycle for the Jan. 2016 here.

Click here to Download LARSGESS Form 2016



190 comments

  1. sir supprem court ne railway board ke liye vrs ko kah diya ab open ho jayega vrs

  2. heloo bhai humra vrs kb suru hoge kuch new information hai kiase ka pas pls btao loco pilot ki kb result niklega kisa vrs ka exm hua hai Ferozepuri division ka

  3. sir vrs ke open hone ki jankari bataye contact no.9084670786

  4. Sir ji vrs rule stay hai Kya July 2017 Mai form ni barone

  5. Ambala say koi news Hai larsgess ke to batye

  6. Sir plz aap bta sakte ho forozpur div. Northern railway vrs largees scheme pr abhi stay hai ki nahi . Mera medical list aani hai…stay ke chalte abhi tak list nahi ayi.. plz aap bta sakte ho abhi stay hainki nahi..aur kab tak list aa jayegi .
    Thnk you

  7. bhai ji vrs sechme band too nahi ho gyi kahi bttaoo koi kya chal rha hai vrs par

  8. Koi ye bhi bta do yar 2000 gradecpar vrs hai mera pap ka department scalet poter (comercial)h…… Up mai

  9. सर iow का कबतक आयेगा क्या आप बताना चाहते या युनीयन कुछ कर नही रही है या करना नही चाहती

  10. Bhai stay ka kya howa abhi stay laga hai
    YA hat Gaya

  11. kamal ji baroda house gm
    Meating mai kya howa

  12. Sir,
    Pls batey
    Aug 2015 ka
    BRS form kab clear hoga

  13. sir;FZR division me jinka medical hua hai unko appointment kab de rahe hai

  14. Ramesh ji NWR ma kb chalu hua ha
    pls. call 09466090034

    • sabhi VRS BHAIYON SE APPEL HAI KE JO BHAI NR DIVISION MAI HAI ……………….PLEASE WO BHAI 17-04-2017 KO DELHI BARODA HOUSE PAR MILE AKAR……………………….TAKRIBAN SABHI BHAI WAHA AA RAHE HAI …………G.M SE MILKAR LARSGESS APPOINTMENT CHALU KARNE KE BARE MAI DISCISION HOGA……………………

  15. Sir largess scheme par
    Kya process chal raha hai

  16. Sir court case ka kya huwa koi decision
    Aaya ya nahi

  17. Bhai nwr me to chalu ho gaya hai

  18. Bhai kya process chal raha hai largess par

  19. Ab to dono railway union (AIRF & NIRF) milkr hi kuch kawa skti ha. Railway board ki PNM meeting ma larsgess pur agr bolti ha to hi kuch ho skta ha.

  20. Ab suna ha NWR Jaipur ma bhi rok lag gai.

  21. Case supreme Court se nikal gaya hai….abhi pata laga hai ki 3 zone me stay hai….Wr, nr and swr….magar sab jagah stay hone ke baad bhi form aur medical karwaye gaye…aur sirf wr me hi koi process nahi chal rahi…ye sarasar anyay hai….

  22. Largess par kya process chal raha hai bhai
    Koi bata sakta hai

  23. Largess par kya process chal raha hai stay hata ki nahi

  24. Amit plz share high court judgement

  25. amit sir kya 2014 or 2016 beach ruka hua h kya.TBI ROK lgi h larsgess par.to sir ROK htne ki umeed h kya.khi band to nhi ho jayegi scheme.Sir KB tk hoga kam.plz reply

  26. Punjab and haryana high court ne kaha hai ke larsgess shame artical 14 and 16 ka volication hai ye railway back door se appoitment ker rahi hai is lea is shame par rok laga de hai

  27. Stay hata ya nahi bhai koi bata sakta hai
    Agar kisi ko pata hai to plz bata do

  28. sir railway Ka Jo nya aadesh lagu hua h.30,55 age wala.to es se father k retarmint ho jayegi.to fir retarmint k bad job milegi.ya larsgess Ka Jo form diya h.khi cancel to nhi ho jayega.sir plz btana retarmint k bad job milegi sir.contact no 8894829874

  29. Jan 2016 larsgess ka medical kab kar rahe ho form bhare hue 1saal 3 mahine ho gye koi sunwayi hi nahi he bs gol gol ghuma rahe ho rok lgi hui he ye bolke division apna kam chala raha hai rules ye kehte he 6mahine me nokri dena jaruri he

  30. sir Jo nya aadesh nikla h railway Ka 33,55 age wala.is hmare papa retarmint ho jayenge.to hmara larsgess wala form cancal ho jayega.fir nhi milegi hme job kya.sir plz reply krna.may contact no.8894829874

  31. kotta division me kyu appointment ho rahe he railway k niyam division wise hote h kya

  32. sir larsgess sceme grade or grade 2 ke liye kab shuru hogi sabhi catagory ke liye plzzzzz replay me

  33. sir ji suna h ki case suprem court sa transfer krk punjab & haryana high court bhaj diya.
    Kya ya bat shai ha kya. Pls. call 09466090034

  34. manoj kumar verma

    please give me the judgement of punjab and harayana high court wherein they have upheld the quasing of LARSGESS scheme of rAilways

  35. Abhi kuch nai hoga largess valo ka sabhi apna koi or job search kar lo jab tak case final nai ho jata kyuki Railway Bord ke hath mai kuch nai hai abb sab court ke decision par par depend krta hai abbbb

  36. Abto bhai log muskil lagda h apna kam, but jin divisiono me Larsgess panel out ho choke hai, y medical ho choka h unki to joining honi chahiye

  37. bhai ji vrs sechme fer sai start hogi jaa fir band ho jagyi

  38. 1-2 month tan process shuru hoga…ambala division me kya ye bat SAHI hai….

  39. Abhijeet glat news hai ratlam mai abhi koi process nai ho rhi mera medical 09/09/2015 mai hua hai ratlam division mai but abb tak koi notification nai aya kyuki case LGA hai largess scheam par

  40. Bhai July 2015 mai Jin applicant na apply Kiya tha un sabhi ka medical ho chuk hai

  41. Konse year tak ke sbi ke medical or joining ho chuke he or ab kon kon se pending kab tak aap aage process ko bdaoge ye jarur batana ki konse year tak ke ho chuke he

  42. Sir Ratlam division mai largesse ka apportionment start hone wale hai ye baat sahi hai ki nhi mena Jan 2016 mai application de thi

  43. Kisi k pass Ambala division or firozpur division RTI office(DRM office) ka contact number hoto bhajna Ji.

  44. news aa rhi hai ki process 1-2 mahine me shuru hoga….Kya baat shi hai…Plzzz reply

  45. 21 tarik ko sabhi bahiyo ne delhi cpi oficc pahuncha hai , Firozpur division ke sabhi vrs candidates dekhi paunch rahe hai , jeyada jankari ke liye 9814722282 par sampark kare

  46. Sahi baat jab tak Koi notice nhi aa jata…kahi or try or lo…..govt Ka kya pata kya notice de de..

  47. larsgess ka kuch pata nahi bhi apna koi or kam deko 6 month 1 year 2 year kuch pata nahi

  48. Kb tak or wait krna padega. Largers ki appointment k liye . Hme to abhi tak iss per hi umeed hai ki job mill sakti hi. Father ki retirement tak to job mill sakti hai . Ye sach hai na sir . Kon kon see court mai case chl rhe hai abhi kb tak clear ho ga wo case . Sir reply krna jrur ok g

  49. Meeting hui he to natija kab aayga taki hame kuch pata to chale

  50. To sir ji ye kab hoga chalu aese ham bethe hi reh jaynge or hamare father retirment ho jaynge kuch to karo railway to ek hi case kregi na sb court me to jake cases ko rok sakti nhi railway ka ek order already ek hoga sabhi ke liye next meeting kab he or iske final result kb declare honge

  51. Larsgess ke liye final natija kab aayga union kb isko jari kregi taki jitne bi candinate he wo join to ho

  52. Koi official letter nhi hai mere pas.union ke comrade se pta karvaya delhi se ki railway board ne supreme court mein high court ke khilaf rit dali hai.agle aek do mahine mein appointments hongi.

  53. Sir mene 28 jan. 2016 ko form apply kiya tha abhi tk koi jwab nhi mila h sir ager largess band ho gyi h to plzzzz sir btado hum or koi kisi kam ki trf dhyan de ….sir plzzz bura mt manna

  54. Sunny bhai kya ye sach he kr sach he to medical karwao ab jald ambala division isko ab thoda tight le

  55. Sunny ap kha se hai ap ne larsgess ke liea apply kia hai

  56. Latest news union ne supreme court se appointments ki permission le li hai.Delhi se pta lga hai.

  57. Bhai Amit dikat ho skti h

  58. 2 saal bahut hai my father ke to 6 month he reh gye hai alp apply kia tha july 2013 me

  59. Sir Mera Medical 23/10/15 Me Hua Lekin abhi Tk Appointments Nhi Hua Hai Western Railway Ratlam Se…

  60. amit sir hmara bridge department walo k letter KB tk ayenge.hm ne 2104 mai apply kiya tha.par abi tk kuch b nhi hua h.or papa ki ritayrmint k 2 saal reh gye h.to sir KB tk ayenge letter.plz sir reply

  61. amit sir hmare bridge department walo k letter KB tk aynge g.hm ne largess k liye 2014 mai apply kiya tha.abi tk kuch nhi hua h.sir plz reply krna.

  62. Koi deket nahi job melage delay board ke teraf se hue hai

    • Hello sir
      Mera name Ajay hai.
      Mere father railway bridge deparment m h unhone 2014 m mere bhai ka largess scheme ka form bhara tha. Sir uska education verification to ho gaya lekin abhi tak medical nahi huya. Suna h court case ke chalte isme rok lagi hui h.

  63. Sir ji suna ha retaerment k bad job nahi mil rahi.

  64. Sir ji mana 2013 m from apply kiya tha ALP post k liya . ab mera 27.06.16 medical fit hua court order per. pur my father March 2016 m retayarment ho gaya. kya ab muja join kaya jayga. koi esha niam h ki ritayarment k bad joinig nhi hogi Larsgess scheam me. Pls. call 09466090034

  65. Jo larsgess ke form jama karta he unke contact no or p branch ke no do jiske pas iski puri jankari ho itne din ho gye kuch ata pta hi nhi he na hi kuch batate he sbke father retirment ho jynge tab ye process chalu hoga jan 2016 ki panel list or form status ke liye kisshe bat kre or rok appoinment pe he to medical kyu roka gya he

  66. 56 age walle apply kr rkte hi

  67. sir stay hat gya y nhi

  68. Provide contact no for this nd jan 1st cycle 2016ambala divison se panel list upload kro site pe or puri jankari do ki jab form jama hote he to uska process kya ho raha he form pe railway borad ka order he ki 6 month of process for this larsgess scheme but na medical na panel kisi cheez ka jankari hi nhi he

  69. 57.6 year apply nahe kar sakte laken jenhone already apply kia hai onhe koi problem nahe

  70. Suna ha rok hut gai ha. but jisk father 57.6 year k ho gaya unka liya problem ho skti ha. bhai kiai ko kuch pata ho t pls. call 09466090034 . koi candidate ALP ka ho tho batana

  71. Stay hat Gaya hai kya Sir ya nahi hata plz batade

  72. bhai medical court ka stay hatega jab he hoga medical ho gia to appoinment ho gia

  73. Surendra sir clear btae ki high court mein stay hat gyi hai ya nhi???

  74. Dekho bhaiyo rok to hat chuki he ye confirm he bs ab ambala division isko kb continue krta he wo dekhna he jesa ki division se comnt aaya tha ki largess pe koi rok nhi he bs appoinment pe he to medical panel sb division wale krte he to ye process to pura kare bs joining ka aadesh aate hi ushe join de baki kam kyu ruke he

  75. rok kab hatie koi message to mela nahi

  76. Sir kya stay hat gaya hai agar hat gaya hai
    To batao plz

  77. Sir kya stay hat Gaya hai

  78. sir ab ROK hat gyi h to hmara 2014 walo ka b medical latter aane ki umeed h kya.sir hmara kam b ho jayega 2014 walo ka.

  79. Bhai kon bola rok hat gyi hai koi proof hai bhai

  80. Rok hat gyi he ab kab tak hoga medical sb yaha medical ke liye wait kr rahe he Jan 2016 1st cycle

  81. Sir I.o.w. me larsgess schim kab tak lagu hogi
    Btane ki krupa kare

  82. Hlo sir latest news largers ki koi send krdo sir mob. 9023417591

  83. Sir kya process chl rha hai largers per reply krna sir

  84. Sir hamara lko divison hai mera exam 9 oct new delhi me huaa tha abhi result nahi aya sir kab tak result ayega.

  85. davinder kumaekumar

    Sir g konsi court me lga hai stay

  86. Sir court ka decision kab tak aaa jayega Mere father ki retirement 2020 year Mai hai

  87. Sir bta to du kon c court me case chal raha hai

  88. Bhai koi bata sakta hai largess scheme par kya progress hai kAb tak chaloo hoga ya nahi hoga

  89. Bhai railway board ne banglore cat me requst ki hai case dismiss ya stay hatne k liye

  90. Sir Maine Jan 2016 mail apply Kiya tha but ab tak koi reply nhi Aya kb medical ho jyega

  91. Sir moradabad division me humne vrs ke form bhare year 2011 me humne vrs ke form bhare hum per form ki photo state aur receiving bhi hai hum unse kahte hai to wo koi jawab nahi dete humne cat allaha bad me case bhi hai koi judgment nahi aaya please contact me 9084670786 thanks

  92. Ambala division nrmu jan 2017 ka form downlod karo sab kuch information de hai

  93. Es CAT ki judgement ko 20july 2016 ko High court ne dismiss kar diya tha.aur CAT ko nye sire se judgement dene ko kha.ab dekhte hai ki kya judgement aati hai

  94. CAT quashes two railway employment schemes
    Press Trust of India | Jodhpur Feb 05, 2016 11:13 PM IST

    The CAT (Jodhpur Bench) has quashed two railway employment schemes under the guise of compassionate ground employment and has issued notices to the North Western Railway and the Secretary, Railway Board seeking reply on the next hearing scheduled on March 15.

    These two schemes include the Safety Related Retirement Scheme for Loco Drivers and Gangmen introduced in 2004, which was later diluted by not only by extending the benefits to other services but also liberalising its provision, and recently launched Liberalised Active Retirement Scheme for Guaranteed Employment of Safety Staff (LARSGESS) by the North Western Railways on July 22, 2015.

    The Central Administrative Tribunal’s Judicial member K B Suresh and the administrative member Praveen Mahajan have also quashed all other corollary schemes akin to these two schemes rolled out by the railways terming these schemes discriminatory tools for hereditary succession of the government employment.

    Both These schemes had been devised to facilitate employment to the wards of the existing employees followed by their opting for the voluntary retirement on the health grounds, thereby, redefining the employment on compassionate ground by ensuring 100 per cent job to the wards of the employees.

    In its order, the tribunal observed that both the schemes violated the fundamental rights under articles 13, 14, 15, 16 and 39 of the Constitution and against the provision of 5 per cent quota of compassionate appointment, these schemes provided for 100 per cent replacement of an employee, who retired on full benefits.

    Judicial members Suresh, while talking to the media said that these schemes were a floated in connivance of the railway and the unions causing a great harm to the public interest and beyond any doubt, the action of the Railways in issuing the circulars was ultra-vires, unconstitutional, arbitrary, illegal and against reason and logic.
    “This sort of hereditary appointment had queered the pitch for the actually qualified and meritorious candidates by paving a fraudulent way of back door entry,” the tribunal observed describing them as a culmination of cumulative voices of trade unions.

  95. amit g curt Case dismis ho gya to bridge department walo k letter aane ki umid h.kya case ki bajha se ruka hua h kaam.plz reply krna sir

  96. railway board ne ek court me application de hai jis me unhone court ko case dicmiss ya stay hatne ke lea request ke hai

  97. sir bridge department walo k letter KB tk ayenge.2014 mai apply kiya tha.par abi tk kuch nhi hua h.sir KB tk letter ayenge.

  98. pls. agar kisi ko koi information mila punjab & haryana high court stay ki tho call 09466090034 pr

  99. Sir ji kya abhi punjab & haryana court na stay laga di kya LARSGESS pr

  100. Baki Sabhi division me ho rahi hai joining , bas N.jone me roki hoi hai , esa kyu sir

  101. Sir civil engineering works (Iow) me largess ayega ki nahi kyuki IR manual me iow ko saffaty category me bataya gaya hai par vrs ka form lete nahi hair Kyu

  102. Bha rti aply kro fer pta chale ga

  103. Largess jan or july 2016 ke medical kb honge inki koi listing hui he ya nhi branch wale is process ko bada kyu nhi rahe he medical memo issue krwa ke aap medical to krwa de appoinment pending na to hame ye pta ge ki form abi kos stage pe he iske regarding kisshe bat kre 6month ka process 1year me bi poora nhi hua he plz sir urgent reply ya hame koi contact no do taki ham apni request kisi se clear kr sake

  104. sir mane 2014 may mai vrs k liye apply kiya tha delhi devision bridge department se par abi tk kuch nhi hua hai.sar KB tk ayenge largess k order.kya chl RHA hai largess Ka band to nhi ho gyi. scheme. sir KB tk ayenge letter.hoga kam sir kya larsgess Ka.

  105. Sir jinaka medical ho chuka he unki joining kyu nahi di ja rahi he kitta division me to joining n medical dono hi ho rahi he.. railway k niyam division wise he kya sir.

  106. sir vrs mel skta h kab tak hai stay

  107. Sir largess schim ka 31/12/2015 m file jama kar de sir kab tak jawab aayega sir ambala division s hu

  108. 1/01/2017 se largess pr band lg rha hai kay aisa sun rhe hai kota divicion mai plz reply me fast

  109. Kon c high cout me cha rha hai case amit g

  110. Stay lega hota to 9 oct ko alp larsgess ka exam keo lia delhi nr ne

  111. Cat ne case dismis kar dia tha highhigh cort bhe dismis kar dega

  112. Sir ambala division s hu largess schim par 31/12/2015 m file p branch m jama kar de sir job kab tak mileage sir reply please

  113. Sir ambala division s hu largess schim m file par court ka stay h ya nhi ager h to kab tak h mere file 31/12/2015 ki h kya es par bhi stay h

  114. Sir ambala division s hu largess schim m file 31/12/2015 m P branch ambala division jama kar de sir medical kab hoga please call ya SMS 9720160178

  115. Reply karke jankari de ..dhanyabad

  116. Sir g sathi bol rahe ke railway me vrs me dosri party wale court case jeet gye hai,reason hmare bache nhi lag rahe to dosro ke kyu lage or vrs ko rok diya hai

  117. Bhai kitna time lagega laga kuch patta

  118. Bhai kuch pta nahi chal rha hai , kya ho rha hai sb union walo ka panga hai

  119. Bhai kya hua case ka kuch patta hai to batta dejeye

  120. sir mane 2014 me apply kiy tha fitter khalasi ke liye loco shed jind se medicalbhi hua or final list me name bhi aaya lakin joing letter dene se mana ker diya ki aap ke papa ji helper fual kalasi hai.lakin sare docoment check karne ke bad bhi jisme mere papa ki poast helper khalasi ki hai wo maan nahi rahe unka kahna hai ki fitter khalasi ko bhi vrs nahi de rahe hum esa koi rule hai sir railway main pls comment

  121. Sir largess main filter khalsi apply ker Sakta hai

  122. Thanks sir g update dene ke liye

  123. sir koi railway board se msg aye t hume info.kar dena

  124. Sir largess scheme band ho gayi hai

  125. Sar kitna time lag skta ha I

  126. Sir mene suna hai larsgess scheme pr high court me case ho gay hai , or ban karne ki batay ho rahi hai, Firozpur division me july 2014-15 ke panel ka medical rok diya hai decision aane tak , Mena bhi medical roka hoa hai S&T staff ka. Replybplz

    • LARSGESS par koi rok nahi lagi or naa hi bund hone ki koi baat hai. Bus appointment nahi hoga jab tak Railway Board se order nahi aate.

      • Sir ji kb sa ruka ha appointment. Sir ji suna h abhi is minth Jan”17 ma punjab & hiayna high court na koi jugment diya ha. suna ha saty kiya ha. koi information ha tho pls. confirm karo. My. no. 09466090034

      • sir, western railway division k log process kyu nhi kar rhe hai?
        appoinment nhi kar sakte lekin process to kar sakte hai. aise to bina process k hi age nikal jayegi. plz reply sirji. 9925941093

  127. sir m ambala divisen se hu or mera medical ho chuka h hme job melage ya nagi

  128. Jan 2015 ka medical process stay ke liye kyyn roka gya jabki railway board I interaction k hisab se saraa process chalu rakhne ko kha gya haiii…all Jan 15 plsss context for medical purpose because Bhai attention form mile 2 mahine ho gaye

  129. Sar kab tak milega appointment ment

  130. sir suna h largess scheme band ho gyi h kya ye right h

  131. Sir mere vrs ka form january 2014 me lko division se bhra gaya hai par ab tak kuch huaa nahi kab tak hoga:

  132. sir larsgess form 2013 jama kar diye hai par job avi tak hua nahi hai kab ta hoga sir plz halp sir

Leave a Reply

Your email address will not be published.